Goron ki na kalon ki (Sad) Full Lyrics
Kya tera, kya mera
Bhula de, mere yaar
Ga, beta, ga
Goron ki na kaalon ki, duniya hai dilwaalon ki

Hans ke jiyein, hanske marein, hum jaise dilwaalon ki, ho-ho
Goron ki na kaalon ki, duniya hai dilwaalon ki
Na sona, na chaandi, geeton se hum ko pyaar

Hans ke jiyein, hans ke marein, hum jaise dilwaalon ki, ho-ho