Oonchi Hai Building

by Anu Malik · · Bollywood
Lyrics Karaoke

Quick Answer — Oonchi Hai Building Lyrics

[00:34.10] Unchi he building, are lift teri band he [00:38.79] Kaise main aaoon dil razaamand hai [00:47.96] Unchi hai building hey lift teri band hai [00:52.04] Haa kaise main aaun, are dil razaamand he
Bollywood 1996 English

Oonchi Hai Building Full Lyrics

Unchi he building, are lift teri band he Kaise main aaoon dil razaamand hai Unchi hai building hey lift teri band hai Haa kaise main aaun, are dil razaamand he Aaja aaja aaja band-baaja leke aaja Teri yaad sataae duulhe raaja ab to aaja Aaja aaja aaja band-baaja leke aaja Teri yaad sataae duulhe raaja ab to aaja kaise Unchi he building, are lift teri band he Haan kaise main aaoon dil razaamand hai Tere vaaste daudkar aauunga main Sau sidhiyon ko bhee chadh jaaoongaa main Too mera dilbar hai aanaa padegaa Tuje mera nakara uthaanaa padegaa Aayaa toofaan hai mushkil mein jaan hai Aanaa main chaahoon dil beyimaan hai Unchi hai building lift teri band hai Haan kaise main aaoon dil razaamand hai Aaja aaja aaja band-baaja leke aaja Teri yaad sataae duulhe raaja ab to aaja Aaja aaja aaja band-baaja leke aaja Teri yaad sataae duulhe raaja ab to aaja naa Unchi hai building lift teri band hai Haan kaise main aaoon dil razaamand hai Tu aage-aage main peeche-peeche Ho chumbak kii tarah mujh ko tu khinche Are re re re, kahan ja rahaa he ankhiyon ko minche Michael kee cycle ke aayega neeche Utani hai door too jitni qareeb hai Aankh maarthi hai haay ladkee ajeeb hai Mumbai band hai train nahin chalatee Kaise main aaoon dil razaamand hai Bijli nahin he, are batti bhi gul he Kaise main aaoon dil razaamand hai Dil razaamand hai dil razaamand hai dil razaamand hai Aaja aaja aaja band-baaja leke aaja Teri yaad sataae duulhe raaja ab to aaja Aaja aaja aaja band-baaja leke aaja Teri yaad sataae duulhe raaja ab to aaja-aaja

Frequently Asked Questions

When was "Oonchi Hai Building" by Anu Malik released?

"Oonchi Hai Building" by Anu Malik was released in 1996.

What genre is "Oonchi Hai Building" by Anu Malik?

"Oonchi Hai Building" by Anu Malik is a Bollywood song.

What are the opening lyrics of "Oonchi Hai Building"?

The opening lyrics are: "[00:34.10] Unchi he building, are lift teri band he"